Rang Sangam Kala Vedike ne Kalaburagi me Funkaar ko Sanmana DiyaKALABURAGI: Rang Sangam Kala Vedike ke zere intezam Visvesvaraya Bhavan me ek program mun’aqid kiya gaya, jahan Gadag ke Dayanand Bilagi aur Kodagu ki Geetha Mont ko “Ranga Prashasti” (Stage Award) se nawaza gaya.Is moqa par Basavaraj Deshmukh, Somanna, Apparao Akkonni, Shivageetha, Dr. Sujata Sangameshetty, L.B. Shaikh Master, B.H. Niragudi, Kapil Kasarawalli aur dusre log hazir the.






